Allah bless me with Your mercy
Dua is an act of asking Allah through prayer, seeking his guidance and blessings. We should always express thanks for the favors of Allah, including provisions, family, satisfaction, happiness, opportunities, and open doors. We request that Allah excuse us the slip-ups, sins and shortcomings that we have committed. We ask Allah for what we want or need, like wellbeing, progress in our undertakings, or guidance in difficult situations. Share these “Duas” with your family and loved ones.
Allah hamain zban ki suchai aur iklaq k baraae ata farma
Ya Allah har us dil par rahm farma jis ka dard tairay ilawa koi nahe janta
koi insaan kitna bhe gunahgar kiyou nah ho Allah us k liye dua ka wasila, toba ka rasta aur rizq ka darwaza kabhi band nahe karta
Alhamdulillah
Allah Kareem aap ko sehat o tandrusti ataa farmay
Allah Kareem aap ko hmaisha khush rakhay
Allah Kareem aap ko har gam, taklif aur museebat say mahfooz rakhay
Allah Pak aap par apnee rahmatou ke darwaze khol de
منتخب دعایں پڑھیے