Supplications from the Holy Quran (Dua)


The Quranic Supplications – offer spiritual strength

The Quranic Supplications can be characterized as the demonstration of invoking Allah through supplication and looking for His direction, help, pardoning, and gifts. Some of the supplications from the Holy Quran have been collected. Read, remember these supplications and also share them with your family and friends too.

25-65 Quranic Supplications

aur jo yeh dua kartay hain keh ae humaray Parwardigar hum se dozakh ka azaab paray he paray rakh keukeh is ka azaab chimat janay wala he

21-83 Quranic Supplications

Ayub (AS) ki us halat ko yaad kro jabkeh us ne apnay Parwardigar (Allah) ko pukara keh mujhay yeh bimari lag gae he aur to rahm karnay walo say zyda rahm karnay wala he

14-38 Quranic Supplications

ae humaray Parwardigar (Allah) tu khoob janta he jo hum chupain aur jo zahir karain, zameen o asmaan ki koi cheez Allah par poshida nahe

5-114 Quranic Supplications

Eesa ibn-e-Maryam nay dua ki keh ae Allah humaray Parwardigar hum par asmaan se khana nazil farma ke woh humaray liye yane hum main jo awval hain aur jo baad k hain sub k liye aik khushi ki baat ho jaye aur teri tarf se aik nishani ho jae aur tu hum ko rizq ata farma de aur tu sab ata karne waloun se acha he

3-147 Quranic Supplications

woh yahe kehtay rahe keh ae Parwardigar (Allah) humaray gunahoun ko baksh de aur hum se humaray kamoun main jo baija zyadati hoi he usay bhe muaaf farm aur humain sabat qadmi ata farma aur humain kafroun ke qaum per madad day


منتخب دعایں پڑھیے

Read selected Supplications / Dua

Daily Supplication / Dua