Inspirational Verses from the Qur’an


Inspirational Verses

The Holy Qur’an is not just a religious book but a thorough life guide, that gives wisdom, guidance, direction, inspiration, and motivation to millions of believers worldwide. Understanding and valuing the Qur’an requires thoughtful study of its lessons, teachings, context, and universal principals, fostering dialogue, mutual respect and harmony among diverse communities. Read the Inspirational Verses from the Qur’an and translation of the meanings of the Verses in Urdu and Roman Urdu Language. Share with your family and friends.

Inspirational Verses 64-13

Allah ke siwa koi mabood barhaq nahe or momno ko Allah he par tawkkal rakhha chaye

Inspirational Verses 63-11

or jab kisi ka muqarra waqt aa jata he phir usay Allah Tala har giz muhlat nahe daita or jo kuch tum kartay ho is say Allah Tala bakhobe bakhabar he

Inspirational Verses 63-9

ai musalmano tumharay maal or tumharee aulad tumhain Allah ke zikr se gafil na kar dain or jo aisa karain wo baray he ziyan kar log hain

Inspirational Verses 62-9

ai wo logo jo emaan laae ho Juma ke din nimaz ke azan de jae to tum Allah kay zikr ke taraf dor paro aur khreed o frookht chor do ye tumharay haq main bhut he bhter he agar tum jantay ho

Inspirational Verses 62-4

ye Allah ka fazal he jisay chaye apna fazal de aur Allah Tala bhaut baray fazal ka maalik he

Inspirational Verses 41-46

jo shaks naik kaam karay ga wo apnay nafa ke leye aur jo bura kaam karay ga us ka wabaal bhe usee per hay aur aap ka rab bando par zulm karne wala nahe

Inspirational Verses 41-33

aur is se ziyada ache baat wala kon he jo Allah ke taraf bulay aur naik kaam kary aur kahay keh mai yaqeenan muslamano mai se hou

Inspirational Verses 41-28

Allah ke dushmano ke saza yahe dozakh ki aag he jis me in ka hamaishge ka ghar he badla he hamaree aayatou se inkar karnay ka

Inspirational Verses 41-19

aur jis din Allah kay dushman doozakh ke taraf lae jaegai aur un ko jama kara diya jae ga

Inspirational Verses 41-8

baishak jo log emaan laayen aur bhlay kaam karain un kay liye nah khatam honay wala ajar hai

Inspirational Verses 2-39

aur jo inkaar kar kay hamare aayaton ko juthlain woh jhaname hain aur hamaisha ise main rahain ge

Inspirational Verses 2-28

tum Allah kay saath kaisay kufr kartay ho halanka tum murda thay us ne tumhain zinda kiya phir tumhain maar daalay ga phir zinda karay ga phir usi ky taraf lot aye jaao gay.

Inspirational Verses 2-12

khabardar ho yaqeenan yahe log fasad karnay walay hain laikin shaoor nahee rakhtay (Inspirational Verses)

Inspirational Verses 2-11

aur jab unsay kaha jata he keh zameen main fasad nah karo to jawab daitay hain keh hum to sirf islah karnay walay hain (Inspirational Verses)

Inspirational Verses Surah 1-5

hum sirf tairy he ibadat kartay hain aur sirf tujh he say madad chahtay hain (Inspirational Verses)


قران کےمتعلق پڑھیے

Read about the Holy Qur’an